Saturday, December 29, 2012

Hoshwaalon ko khabar kya..


Hoshwaalon ko khabar kya, bekhudi kya cheez hai
Ishq ki jiye phir samajhiye zindagi kya cheez hai
Unse nazarein kya mili roshan fizaaein ho gayi
Aaj jaana pyaar ki jaadugari kya cheez hai
Ishq ki jiye phir samajhiye zindagi kya cheez hai
khulti zulfon ne sikhayi mausamon ko shayari
jhukti aakhon ne bataya mehkashi kya cheez hai
Ishq ki jiye phir samajhiye zindagi kya cheez hai
hum labhon se keh paaye unse haa-e-dil kabhi
aur woh samjhe nahi ye kamoshi kya cheez hai
Ishq ki jiye phir samajhiye zindagi kya cheez hai


A truly soothing song with beautiful lyrics. One of my Jagjit favourites. The video is a treat to the eyes with  Bendre looking divine, and Aamir as adorable as ever. My favorite lines here are :
Hum labhon se keh na paaye, unse haal-e-dil kabhi, aur woh samjhe nahi ye kamoshi kya cheez hai


Saturday, October 6, 2012

Hamesha Tumko Chaha - Devdas

Yet another lovely song.. but i feel the melody takes a back seat here ;  the lyrics stands out here,.

Aayi, khushi ki hai yeh raat aayi 
Sajdhajke baaraat hai aayi 
Dheere dheere gham ka saagar 
Tham gaya aankhon mein aakar 
Goonj uthi hai jo shehnaai 
To aankhon ne yeh baat bataayi 
Hamesha tumko chaaha aur chaaha 
Aur chaaha chaaha chaaha 
Hamesha tumko chaaha aur chaaha kuch bhi nahin 
Tumhe dil ne hai pooja, pooja, pooja Aur pooja kuch bhi nahin 
Na na nahin, na na nahin nahin nahin nahin nahin 
Kuch bhi nahin, ho kuch bhi nahin 
Oh, kuch bhi nahin 
Khushiyon mein bhi chhaayi udaasi 
Dard ki chhaaya mein voh lipti 
Kehne piya se bas yeh aayi 
Jo daag tumne mujhko diya
Us daag se mera chehra khila 
Rakhoongi main isko nishaani banaakar 
Maathe pe isko hamesha sajaakar 
O preetam, o preetam bin tere mere is jeevan mein 
Kuch bhi nahin, nahin, nahin, nahin, nahin Kuch bhi nahin 
Beete lamhon ki yaadein lekar 
Bojhal kadmon se voh chalkar
Dil bhi roya aur aankh bhar aayi 
Mann se aawaaz hai aayi 
Woh bachpan ki yaadein Woh rishte voh naate voh saawan ke jhoole 
Woh hasna, voh hasaana, voh roothke phir manaana 
Woh har ek pal mein dil mein samaaye diye mein jalaaye 
Le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon 
O preetam, o preetam Bin tere mere is jeevan mein 
Kuch bhi nahin nahin nahin nahin nahin Kuch bhi nahin 
Hamesha tumko chaaha, aur chaaha chaaha chaaha 
Aur chaaha chaaha chaaha 
Haan chaaha chaaha chaaha 
Bas chaaha chaaha chaaha 
Haan chaaha chaaha chaaha 
Aur chaaha chaaha chaaha 

Just can't pick  a favorite line here.. Every line is unique in its own way..
But to pick a few special ones..
" Dheere dheere gham ka saagar Tham gaya aankhon mein aakar.."
"Khushiyon mein bhi chhaayi udaasi Dard ki chhaaya mein voh lipti.."


Sunday, August 5, 2012

Arnav, Anjali and their song!



So, I'm completely in love with both the Arnav-Anjali relationship in IPKKND and their song!
Not sure which one I love more!
They definitely make the older sister - younger brother relationship look more like a mother-son relationship!
I found two youtube videos, one in the brother's voice, the other in his sibing's.
Here they are:

http://www.youtube.com/watch?v=gplRB053e08
http://www.youtube.com/watch?v=FBJ33EcByYI&feature=related



Here're the lyrics :D


Anjali:
Meri aankhon mein tu muskuraaye meri dhadkan pe hai tere saaye 
pujti hai nazar tujhko aath'o peher kaun tere siva yaad aaye
zindagi ke karam tujhse  har khushi har gham tujhse
vaade aur kasam tujhse har khushi har gham tujhse


aake dekhe koi yahan apne hote hai kaise
jashn khushiyan manaati hai ghar jannat ho yeh jaise
ek duje ke bandhan mein bandh gaye hai hum aise
koi shikhwah na ho dor jaise bhi ho
faasla beech mein aa na paaye kabhi roote na hum tujhse har khushi har gham tujhe
vaadein aur kasam tujhse har khushi har gham tujhse
zinagi ke karam tujhse har khushi har gham tujhse


My Fav line : ek duje ke bandhan mein bandh gaye hai hum aise




Arnav:
muskurake jab tu mujhe pyar se samjati hain
tere chehre mein us pal mujhko maa nazar aati hai
teri dua har uljan mein jeena sikhati hai
tera ehsan hai mera armaan hai
tujhpe kurbaan dil ho jaaye
--
har khushi har gham tujhse


My Fav Line :  teri dua har uljan mein jeena sikhati hai <<i love this line!!!>>