Saturday, October 6, 2012

Hamesha Tumko Chaha - Devdas

Yet another lovely song.. but i feel the melody takes a back seat here ;  the lyrics stands out here,.

Aayi, khushi ki hai yeh raat aayi 
Sajdhajke baaraat hai aayi 
Dheere dheere gham ka saagar 
Tham gaya aankhon mein aakar 
Goonj uthi hai jo shehnaai 
To aankhon ne yeh baat bataayi 
Hamesha tumko chaaha aur chaaha 
Aur chaaha chaaha chaaha 
Hamesha tumko chaaha aur chaaha kuch bhi nahin 
Tumhe dil ne hai pooja, pooja, pooja Aur pooja kuch bhi nahin 
Na na nahin, na na nahin nahin nahin nahin nahin 
Kuch bhi nahin, ho kuch bhi nahin 
Oh, kuch bhi nahin 
Khushiyon mein bhi chhaayi udaasi 
Dard ki chhaaya mein voh lipti 
Kehne piya se bas yeh aayi 
Jo daag tumne mujhko diya
Us daag se mera chehra khila 
Rakhoongi main isko nishaani banaakar 
Maathe pe isko hamesha sajaakar 
O preetam, o preetam bin tere mere is jeevan mein 
Kuch bhi nahin, nahin, nahin, nahin, nahin Kuch bhi nahin 
Beete lamhon ki yaadein lekar 
Bojhal kadmon se voh chalkar
Dil bhi roya aur aankh bhar aayi 
Mann se aawaaz hai aayi 
Woh bachpan ki yaadein Woh rishte voh naate voh saawan ke jhoole 
Woh hasna, voh hasaana, voh roothke phir manaana 
Woh har ek pal mein dil mein samaaye diye mein jalaaye 
Le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon 
O preetam, o preetam Bin tere mere is jeevan mein 
Kuch bhi nahin nahin nahin nahin nahin Kuch bhi nahin 
Hamesha tumko chaaha, aur chaaha chaaha chaaha 
Aur chaaha chaaha chaaha 
Haan chaaha chaaha chaaha 
Bas chaaha chaaha chaaha 
Haan chaaha chaaha chaaha 
Aur chaaha chaaha chaaha 

Just can't pick  a favorite line here.. Every line is unique in its own way..
But to pick a few special ones..
" Dheere dheere gham ka saagar Tham gaya aankhon mein aakar.."
"Khushiyon mein bhi chhaayi udaasi Dard ki chhaaya mein voh lipti.."


No comments:

Post a Comment